Guest
Assalam O Alaikum !!
wese to mujhe bolne ka koe haq nahi ha q k me wahan nh aa ska,, lekin mera ab B boht dil chah rha ha k me wahan aon,, lekin majboor hon.... haan lekin mera vote ap k sath Dr shb.
Dr shb mujhe afsOs is bat ka ha awam ka wo samumder nh aya jo 23 march ko minar-e-pakistan per aya tha... jb hi govt ko koe dar nh ha waja srf itni C ha.... shyd awam ko inqilab ki zrOrt nh ha abi q k wo smjhte hen k nawaz ki hukumat hi sahi hukumat ha....
awam boht kam ha boht mushkil nzr aa rha ha k govt tahleel ho... lekin ALLAH rabul izzat per yaqeen ha k wo koe na koe hal zrOr nikal dega. lekn yahan ye kehta chalon k ALLAH usi qoum ki halat badlta ha jo khud chahti ha apni halat bdlne ki.
Aug. 26, 2014, 4:35 a.m. GMT